A still from Dilwale Dulhania Le Jayenge.
New Delhi:
Dilwale Dulhania Le JayengeDDLJAkhir ek Hindustani hi Hindustani ke kaam aata hai
Fail hona aur padhai na karna, ye humare parivaar ki parampara hai
Tumhari aankhein mujhe mere dadima ki yaad dilati hai
It's OK Senorita, bade bade desho mein, chhoti chhoti baatein hoti rehti hai
Agar ye postcard mere ghar pahucha to mere Pops ko lagega mai bhagwan ko pyaara ho gaya
Agar woh mujhse pyaar karti hai, to paltegi. Palat... Palat... Palat
Jo shaadi wale ghar mein seva karta hai ussey sunder dulhan milti hai
Koi bhi ullu ka pattha sirf ek angoothi pehanakar tumko mujhse nahi chheen sakta
Toh kya hua agar maine jhoot sirf tumhe paane ke liye kaha tha? Toh kya hua agar tumhare chehre ke sivah mujhe koi aur chehra dikhai nahi deta? Toh kya hua agar tumhare naam ke sivah mujhe koi aur naam yaad nahi rehta? Toh kya hua agar yeh awara tumhe deewano ki tarah pyar karta hai? Toh kya hua? Pyaar sab kuch toh nahi hota na
Jaa Simran jaa, jee le apni zindagi